Security
Web Tool ke zyada tar tools (PDF, image, e-Aadhaar, ID card, typing) aapke apne browser mein chalte hain. Aapki files hamare server par upload nahi hoti aur na hi save ki jaati hain.
Files private rehti hain
PDF password, Aadhaar card, photos aur documents sirf aapke device ki memory mein process hote hain. Page band karte hi sab hat jaata hai.
Secure connection
Poori website HTTPS (encrypted connection) par chalti hai.
Cyber cafe users ke liye salah
Kaam ke baad downloaded files computer se delete karein aur browser band kar dein.